How is Amazon Affiliate Program?

Amazon duniya ke one of biggest marketplace me se ek hai, bohut se bloggers or biggest companies apne products ko duniya bhr me sale karne ke liya Amazon Affiliate Program ka Use Karti hai,
Amazon Affiliate Commission sale amount ka 10% se 15% tk Pay krta hai, Yeh Commission app Ke sale Pur depend krta hai ke app kon sa product sale kr rahe hai, yeh bohut jyada paise kmane ka ek acha tarika hai.
yeh khas tor pur db acha hai jadi app blogger ya Youtuber hai , aap ik blog pur kisi product ke bare me likhte hai or us product ke link ko apne blog me dk kr aap paise kma sakte hai, agar aap ik youtuber hai to aap yo product ko sale krna chahte hai us ke bare me video bna kr us link discerption me dal kr aap money ern kr sakte hai.
Amazon Affiliate Program ke liya signup kaise kare?
aap ko Signup krne ke liya Amazon Affiliate pur jana hoga waha pur aap ko apne country ka name select krna hoga, us ke baad aap ko Join Free pur click krna hoga , us ke baad aap ko apne detail fill krne hoge or aap ka account bn jae ga, aap ko ik user id de jae ge jis ke through aap kam karne ge or paise earn kare ge



Affiliate Link kaise Create kre?
Money earn karne ke liye aap ko jo be product sale krna hoga aap ko us ka link Create krna hota hai ab mai aap ko Affiliate link kaise banaye krna hota hai ke bare me btane lga hu.



Sb se Pehle aap ko Sign in krna hota , us ke baad aap ko ik search bar dikhe ga us me aap jo be product sale krna chahte hai us ka name search kre us ke bad aap ko get link ka button dikhe ga us pur aap ko click krna hoga app ka link ready ho jae ga us link ko aap apne blog pur apne youtube channel, apne social media Acount pur share kr sakte hai.
Amazon Products ke liye Affiliate links create karne ka or tarika:
Pehla tarika kafi acha or fastest hai, pur ik or tarika hai amazon product ke linke ko create karne ka ab hum wo sikhe ge,
sub se Pehle aap ko login hona hoga or Product linking > Product link pur click kariye,



Agle Page pr aap ke pass do option hai. ek product ke liye search kejiye ya phir ek alag product ke liye ASIN/ISBN code enter kejiye , mai second one prefer krta hu kyouke yeh bhee fast hai aap ASIN/ISBN code ke bare me or yan sakte hai ,
Individul Amazon product ka ASIN Code kaise prapet kre?
Ab subse Pehle cheez hai aise product ko search karne ke jo aap ke nich ke sath relate hai aap kise bhee product ke liye siddha Amazon.com ke home page pr jakr search kr sakte hai , ek bar aap product ko search kr le , product detail part me jaieya es case me maine ASIN Code prapet kr liya hai.



Product ke liya Affiliate Link Prapet Krna:
Ab hmare pass product ka ASIN CODE hai, Code ko Product link page pur ja kr copy kr dijeya or go ka button press kre aap ko Product link create ka button dikh jae ga



aise he or informational posts read karne ke liye hmare blog ko subscribe kre
Content
Bahut achchhi janakari di apne thankyou sir g good job
thanks
Sir bahut achi jankari di aap ne
thanks lovely
En Ucuz Kitap Satış Sitesi En Okunan Kitaplar 2015