Flipkart Affiliate Program se Paise Kaise Kamaye hindi me

Flipkart Affiliate Program se Paise Kaise Kamaye hindi me

Aaj hum Flipkart Affiliate Program ke bare me achi trha se jane ge , pahle je jane ge ke flipkart hai kya or Flipkart Affiliate Program ko kaise Join kare or Flipkart affiliate program se paise kaise kamaye

Maine Affiliate marketing Program se paise kamane ke bare me pahle bhi How is  Amazon affiliate Program article me btaya tha ki kaise hum online sale kr ke money earn kr sakte hai. Aaj is Post me aapko Flipkart Affiliate Program se Paise kamane ke bare me bta raha hu.

https://www.paisadad.com/?p=36&preview=true

Flipkart Kya Hai?

Flipkart Bharat ki is E-Commerce Company hai jise  Sachin Bansal and Binny Bansal ne 2007 me banaya tha .

Flipkart ke Founder pahle amazon.com ke liye kam karte the but 2007 me unho ne apni alag company banana ke bare me socha or flipkart ko launch kiya. flipkart ka head office Bangalore, Karnataka, India me hai.

Flipkart pur Books, Electronics, Clothes , Accessories, Home Furnishing and other Product buy and sell kar sakte hai.

Flipkart Affiliate Program

Flipkart affiliate program ke ads apni site par laga kar aap achi earning kar sakte hai. Aapko sirf apni Site par flipkart ke links and banner ads lagane hai. uske bad jab bhi koi aapki site par se flipkart ke ads par clickkr ke koi product kharidega to us product ka kuch hissa yani commission aapko milega.

  • Flipkart aapko product ke price ke hisab se aapko commission deta hai jo 5% se 20% tak ho sakta hai. Agar aap janna chahate hai koi flipkart kis product par kitna commission deta hai to aap flipkart commission form par visit kare.

Flipkart Affiliate Program ko kaise Join kare?

Flipkart Affiliate Program ko join krna bohut he aasan hai. aapko is program ke liye signup krna hai or phir aap is program ke ik member bn jate hai. Flipkart Affiliate Program ko signup krne ke liye niche diyea gae steps ko follow kare.

  1. is link par click kare or aapke samne Flipkart Affiliate Program ka homepage open ho jae ga.

2.  Uske Baad “Join Now For Free” ke button pur click kare, iske baad aap ke samne Register ka Page open ho jaega, aap ko register form fill kr lena hai. register form me sub se pahle apna email id enter kare or apna password chuniya , uske baad unke terms and condition ko accept kare or register ke button pur click kre.

Bs itna he aap ab Flipkart Affiliate Program ke ik member bn chuke hai, uske baad ab baat aati hai ke is program se paise kaise earn kare. Flipkart Affiliate Program bhee baki sabhi Affiliate Program ke terha hee kam karta hai, aap flipkart pur kisi bhee product ke liye unique URL create kr sakte hai ya fir unke banners bhee apne website pur lga sakte hai

Flipkart Affiliate Products ka Promotion Kaise kare?

Ab aap flipkart par account bhi ban gaya hai . so ab aapko apni site par flipkart ke ads lagane hai iske liye aap ko step follow kare

  1. Flipkart Site par jaye or us product ko search kare jo aap apni site par bechna chahate hai.
  2. Flipkart affiliate form par ja kar bhi categary ke hisab se product pasand kar sakte hai.
  3. ab aapke pass do option honge first aap apni site par links add laga sakte hai ya phir flipkar ke banner use kar sakte hai.
  4. App banner and links add use karne ke sath flipkart product ke bare me articles likhe or usme flipkart ke links add kare.

Important Tips

  • Apne Blog ke Niche ke Hisab se he Flipkart ke Products ko Promote Kare.
  • Yadi Aapke blog pur Desktop Traffic Jyada hai to Banners ka Istmal kare
  • Agar aap ki Site pur Mobile Se traffic aata hai to aap flipkart kee Smartphone App ka Promote kare.

Flipkart ke trha Amazon bhee apna ik Affiliate Program offer krta hai ke bar me jankri ke liya niche wale link pur click kare


Hame aasha hai ke aapko hmare is Article ko Read kr ke flipkart ke Affiliate Program ke bare me Bohut jankari mile hogi, hadi aap affiliate marketing ke bare me or bohut kush jankari chahate hai to aap hame Comment kare.

Agar aap ko je Article acha lga hai to aap is ko Facebook, Twitter , Instagram pur Share Jrur kare.

Jai Hind

Content

1 thought on “Flipkart Affiliate Program se Paise Kaise Kamaye hindi me”

Leave a Comment